Today I got the chance to watch Anurag Kashyap’s Gulaal. Believe me after a long time I have seen a Hindi movie having such nice and meaningful songs, for example I love Aarambh Hai Prachand. This song has very powerful and inspiring lyrics. Other songs of the movie are also worth listening. The movie is based on college politics so it contains all the flavors of democracy, revolution, violence, murder, power, ragging, innocence, the ills of society, anger. If you don’t like movies on such topics then I would recommend you to just watch this movie for listening to this song. I have also shared its video song in this article but for better understanding of this song, you must watch this movie.
Aarambh Hai Prachand Lyrics::
==> If you liked this post, then why not buy me a beer so I can cool off?aarambh hai prachand
bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar doaarambh hai prachand
bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
aaj ik dhanush ke baan pe utaar doaarambh hai prachand
bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
aan baan shaan yaa ki jaan kaa ho daan
aaj ik dhanush ke baan pe utaar do
aarambh hai prachandman kare so praan de
jo man kare so praan le
wahi to ek sarvshaktimaan hai
man kare so praan de
jo man kare so praan le
wahi to ek sarvashaktimaan haikrishna ki pukaar hai
ye bhagwat ka saar hai
ki yudh hi to veer ka pramaan hai
kaurvon ki bheed ho ya
paandavon ka need ho
jo lad saka hai wohi to mahaan haijeet ki hawas nahi
kisi pe koi vash nahi
kya zindagi hai thokaron pe maar do
maut ant hai nahi
to maut se bhi kyun dare
ye jaake aasmaan mein dahaad doaarambh hai prachand
bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
aaj ik dhanush ke baan pe utaar do
aarambh hai prachandho daya ka bhaav
ya ki shaurya ka chunav
ya ki haar ka wo ghaav
tum ye soch lo
ho daya ka bhaav
ya ki shaurya ka chunav
ya ki haar ka wo ghaav
tum ye soch loya ki poore bhaal par
jala rahe vijay ka
laal laal ye gulaal
tum ye soch lorang kesari ho ya
mridang kesari ho ya
ki kesari ho taal
tum ye soch lojis kavi ki kalpana mein
zindagi ho prem geet
us kavi ko aaj tum nakaar do
bheegati nason mein aaj
phoolati ragon mein aaj
aag ki lapat ka tum baghaar doaarambh hai prachand
bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
aaj ik dhanush ke baan pe utaar do
aarambh hai prachand
aarambh hai prachand
aarambh hai prachandAarambh Hai Prachand Video::




[...] Aarambh Hai Prachand lyrics and music Video – Abhishek Kumar [...]