abhisays

Last Updated: September 24, 2013  14,046 views

Famous Hindi Film Dialogues

in: Movies

Raja Harishchandra was the first feature film made in India. It was directed and produced by Dadasaheb Phalke. But you would be surprised to know that it was a complete silent film. The first Indian sound film, Ardeshir Irani’s Alam Ara released in 1931. After this movie, Indian film-makers recognized the importance music, sound and dialogues in cinema. The rest is history. Dialogues and songs are integral part of movies. Normally people don’t forget dialogues delivered by their favorite superstars. Hindi Film Dialogues are often melodramatic and invokes God, family, mother, duty, and self-sacrifice etc. Some dialogues like ‘Kitne aadmi the’ from Sholay and ‘Babu Moshay’ from Anand still live in memories of millions of Indians. I have prepared a list of famous Hindi Film Dialogues. For some of them, I have embedded the corresponding youtube videos also.

  • “Rishtey to hum tumhare baap lagte hain magar naam hai shenshah” Amitabh in Shenshah
  • “Police ne tumhe charon taraf se gher liya hain – apne aap ko kannon ke haawale kar do – Actor Iftekar, speaking into a meagphone in Don movie.
  • “Arrey oh baabu mushoy hum to rangmanch ki kathputliyan hain jiski dor us upar wale ke haathon main hai kab, kaun kahan uthega ye koi nahin janta” Rajesh Khanna in Anand
  • “Ki..ki…ki…Kiran” Shahrukh in Darr
  • “Mere Paas Maa Hai” Shashi Kapoor in Deewar
  • “Bhai, tension nahin lene ka bhai” Circuit in Munnabhai MBBS
  • “Mogambo khush hua” Amrish Puri in Mr. India
  • ” Basanti in kutto ke samne mat nachna” Dharmendra in Sholay
  • “Tareekh Pe Tareekh, Tareekh Pe Tareekh” Sunny Deol in Damini
  • “Arri oh Pushpa, Arrey I hate tears” – Rajesh khanna in Amar Prem
  • “Najdiki fayda dekhne se pehle door ka nuksaan sochna chahiye” – Amitabh bachhan in Sarkar
  • “Sinoreeta… aisi bare bare deshon mein… aisi choti choti batein… hoti rehti hai” Shahrukh in DDLJ
  • “Kitne aadmi the” Amzad Khan in Sholay
  • “Dosti ki hai – nibhani toh padegi” Salman Khan in Maine Pyar Kiya
  • “Mooche ho to Nathulal jaise ho….warna na ho” Amitabh in Shaarabi
  • “Sara saher mujhe lion ke naam se jaanta hai” – Ajit in Kaalicharan
  • “Chinoy seth..Jinke apne ghar sheeshe ke hon woh doosron par pathar nahi phenka karte” Raj Kumar in Waqt
  • “Kanoon ke haath bahut lambe hote hain” Most of the movies.
  • “yeh bachchon ke khelne kee cheez nahin hoti, haath kat jaye to khoon nikal aata hai” Raj Kumar in Waqt
  • “Yeh Dhai kilo ka haath jab kisipe padtha hai na…toh aadmin ut-tha nahi uthh jaata hai” Sunny Deol in Damini
  • “Chal Dhano! Aaj teri Basanti ki izzhat ka saawal hai” Hema Malini in Sholay
  • “Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai” Amitabh in Kaaliya
  • “I can talk in english, i can walk in english, i can run in english….because english is a phunny language” Amitabh in Namakhalal
  • “yeh police station hai, tumhara baap ka gaar nahi” Amitabh in Zanjeer.
  • “Jao pehle uska sign ley kar aao jisne mere haatho mey ye likh diya” Amitabh in Deewar
  • “Vijay Deenanath Chauhan..Poora naam, baap ka naam, Deena Dath chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan” Amitabh in Agneepath
  • “Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai” Amitabh in Agneepath
  • “Jinke ghar shishe ke ho, woh dusro pe patthar nahin pheka kar te” Raj Kumar in Waqt
  • “Na talwaar ki dhaar se na goliyon ki bauchaar se… Banda darta hai to sirf parvardigaar se” Raj Kumar in Tiranga
  • “Appke pare bahut khoobsurat hain, inhe zameen par mat rakhiyega , maile ho jaayenge” Raj Kumar in Pakeezah
  • “Jali ko aag kehte hai, bhuji ko raakh kehte hai..aur jis raakh se barood bane..use Vishwanath kehte hai!” Shatrughan in Vishwanath
  • “Jeet ke haarne wale ko Baazigar kehte hain” Shahrukh in Baazigar
  • “Tum jis school mein padhte ho hum uske headmaster rah chuke hain…” Vinod Khanna in Haath ki Safai

 



7
  • 1

    Great list of dialogues. thanks for sharing.. I love your blog.

    Suchitra on June 20th, 2010
  • 2

    Terrific work! This is the type of information that I have been looking for. Only here I found dialogues with their videos. Kudos to your hard work.

    Anita Sahu on June 20th, 2010
  • 3

    How come you forget to include.. Om Shanthi Om Dialogues

    Itni shidaat se main tumhe paane ki koshish ki hai,
    hi har zaare ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai.

    Kehte hain ki …… Agar kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.

    Aaj aap sabh ne mujhe meri chaahat se milaeya, thank you, thank you very much. Main aap sab ka shukar guzaar hoon.
    Ki aapne mere kwabon ko yakeen mein badal diya, itna ki I feel like the King of thee World.

    Aur aaj, is baat ka bhi yakeen ho gaya, ki humari filmon ki tarah humari zindagi mein bhi end mein sab theek ho jaata hai.
    Happys Endings. Aur agar, aur agar theek na ho to woh the end nahin hai dosto, picture abhi baaki hai.

    Sheetal on June 23rd, 2010
  • 4

    THANX A LOT!!! I NEEDED IT BADLY..:) GOD BLESS

    Manpreet on February 26th, 2011
  • 5

    tumne muze lawaris kaha, jabki yeh lawaris kya hota hai. memsaab lawaris gandi naali ka woh keeda hota hai jo na jeeta hai na marta hai. Apna paap samazkar log usey footpathpar fenk jatey hai marne ke liye.
    Maut bhi usey poora nahi khati adhmara chood jati hai tum jaise insanon ke nonchne ke liye !!! film lawaris. from :giridhari gangurde

    GIRIDHARI on October 21st, 2011
  • 6

    kudos to the contributor

    aisee dialogues me to jindagi ka sukun hai, jo kabhi nahi bhoola jata, they are timeless classics for me

    dr_cnm on June 12th, 2012
  • 7

    Thank you Abhi.. fantastic work.. Your brain generates great ideas..

    Vaibhav on January 16th, 2018